skip to main |
skip to sidebar
Hazrat Maroof Kharkhi RA Quotes | Aqwal E Zareen Maroof Karkhi RA
Aqwal E Zareen Maroof Karkhi RA
- bagair amal kiey hue beheshat ki arzoo karna gunah hai , bagair adae sunnat ke umeed shafat karna mehez garoor or dhoka hai or bagair farma-bardari umeedwar e rehmat hona mehez jahalat hai or hamaqat hai
- dolat ke bhooke ko kabhi haqeeqi rahat nai ho sakti
- aisi bat main guftugu karna jis main faida na ho alamat zalalat o gumrahi ha
- jis tarha burai sunne ko napasad karta hai isi tarha apne aapko madah sarai se be bacha
- Allah jab kisi bande ki ballai chata hai to jussan amal ka darwaza ispar khol deta hai
- aankh sb ki taraf se band karle khas tor par buri nigah se kabhi na daikh
- muhabbat aisi cheez hai jo seekhne or kisi ke batane ki nai
- jab dunia ko taraq karo kuke jan dinia ki zara c b cheez tumare dil main hogi to sajda karne main bhi tum usko faramosh na kar sako ge
- jo kujj ranj museebat tum ko paish ae ksi kashoodkar is ke posheeda rakhne main hee hai
- shirak zahir buto ki pursatish or shirak batin makhlooq par barosa rakhna hai
- tawazu yeh hai ke jis kisi se bhi milo apne se beter jane khawa chota ho ya barra alaim ho, jahil ho ya momin ya kafir
- shetan ko sab se payara bakheel musalman hai or napasand gunahgar sakhi hai
- aqalmand wo hai ke jab is par koi museebat nazil hoto awal wo roz woi kare jo ke wo teesre roz kere ga
- poocha gaya ke masaib dinia ki dawa kiya hai to farmaya khalaq se door or khalaq se nazdeek rehna'
- farmaya darwesh yeh hi ke ksii cheez ki tama na kare jjab be talab koi lade to manah kare or jab lele to jama kare
- aurat talib haq ka murshad iska shor hai agarche iska shohar khud talib haqq na hee ho
- jo ko hum ko Allah ke nam se dhoka dega hum iska dhoka khalain ge
- agar sahib e biddat ko daikho ke hawa pa challta hai to isko bhi qabool na kero
- kisi buzarug ka koi gunag sarzad ho jana isko mubah nai kar deta
- ameero ki suhbat ke muqsan ahata tehreer se bahir hain
- ilam narr hai or amal mada , deen dunia ke kam inke milne se hain
- gunah karne wale se mel jol rakhna gunah pa razi hona hai or gunah se razi hona gunah karne ke baraabar hai
- aitiqad salam n hoto ibadat bekar hai
No comments:
Post a Comment
We feel pleasure to come on this blog
Thank you
Admin