skip to main |
skip to sidebar
Imam Azam Abu Hanif Quotes | Aqwal e Zareen Imam Abu Hanifa RA
Imam Azam Abu Hanif Quotes
- ilam bagair amal ke aisa hai jesa ke jisam bagair rooh. jab tak ilam beh ama wajood amal se mutafiq na hoga kafi na hoga or na mukhlasana
- masaib gunaho ka nateeja hote hain gunahgar ko yeh haq nai penchta ke wo museebton ke nazool ke waqat wawela kare
- taluqat e dunia ko kam karna yeh hai ke admi dunia se zaroori cheezain lele or gair zaroori chor de
- jo ilam ko dunia kamane ke lie hasil karta hai ilam iske qalab main jaga nai pata'
- jisko ilam ne mahasi o fawaish se baz na rakha ise zayada ziankar kon hai
- hasool e ilam ke lie dil jami darkar hai or diljami maloomat barane se nai gatane se hasil hoti hai
No comments:
Post a Comment
We feel pleasure to come on this blog
Thank you
Admin