aap ki soorat se milta noor ka aik or chera daikha hai
neele gehre aasman main roshnika aik jazeera or daikha hai
aap ki ankhon main khoi justujoo hai bolti hai
sans main lapti hui si arzoo hai bolti hai
aapki soorat main hum ne sama sa shabnam ka qatra daikha hai
aap ki soorat se milta noor ka aik chehra daikha hai
aap ki aankhon ke peeche sanwali tanhaian hain
aap ki awaz main sehmi se shehnian hain
aap ki aankhon pa hum ne beegi do palkon ka pehra daikha hai
Showing posts with label Gulzar. Show all posts
Showing posts with label Gulzar. Show all posts
Friday, 17 April 2015
Saturday, 11 April 2015
tere jane ki ghari sakhat ghari hai jana!!!
jese jhana ke chatakh jaye kisi saz ka tar
jese resham ki kisi dore se ungali katt jaye
aise ik zarab si pparti hai kaheen seene main
khench kar torni par jati hai jab tuj se nazar
tere jane ki ghari sakhat ghari hai jana!!!
jese resham ki kisi dore se ungali katt jaye
aise ik zarab si pparti hai kaheen seene main
khench kar torni par jati hai jab tuj se nazar
tere jane ki ghari sakhat ghari hai jana!!!
Subscribe to:
Posts (Atom)