Social Icons

Wednesday, 1 April 2015

Hazrat Fazeel RA Quotes | Urdu Quotes Of Hazrat Fazeel RA


Hazrat Fazeel RA Quotes | Urdu Quotes Of Hazrat Fazeel RA

  • baz log jae taharat se pak hoker bahir ate hain or baz log khana kahba se bahir ate hain to paleed aty hain
  • aqalmando ke sath jang karna bewaqoofo ki sath halwa khana se zaiada asan hai
  • jo insan char-paya ko lanat karta hai charpaya yeh kehta hai ke meri or teri taraf se amin ho or jo muj main or tuj main se ALLAH ka ziada gunigar hai is par lanat ho
  • agar muje khabar dain ke teri dua qabool hogai jo chata hai talab kar to main wo dua badshah ke haq main saraf karo ga ku ke agar main wo dua apni islah ke lie karo ga ro wo mehez meri islah hogi or badshah ki islah tamam khalaq ki hogi
  • jis shakhas ko tanhai se wahsaht or makhlooq se mawanist ho wo slamti se baheed hai
  • tum apne alimo ki tareef kis tarha karte ho halanke inki gardanin moti inke jisam farba inke libas bareek or inki khurak medo murghan ashiya hain
  • jan insan ke 4 batoon main se aik shetan hasil kar leta hai to kehta hai muje or ki zaroorat nai. awal iska takabur hona , apne amal ko ziada samjna , apne gunaho se bhool jana . or bait bhar ke khana ye sab ki jarr hai ku ke baki batain ise se peda hoti hain
  • agar insan 40 sal ki umar tak pohonch jaye or gunah na chore or apni sarkashi se taib na hoto shetan iske chere pa hath pherta hai ke nijat napane wale chere pa fida hoon
  • alim badkhoo ki suhbat se fasiq khush khalaq ki suhbat badarjaha beter hai
  • munafiq ki ilamat gair mojood sifat ki tareef pa khush hona or mojood ayoob ki muzamat pa khafa hona hai


  • monin darakhat kharma lagata hai or darta hai ke kaheen iska phal kante na hon munafoq kante bota hai or khawish karta hai ke in main chohare lagain
  • jo ache ko achana jane wo bure ko bura bhi nai samajta
  • zubani istighfar karna bagair iske gunahon se tabeehat ukharr jae jhooto ki toba ha
  • anjam ki khoobi ibtida ki burai se hoti hai lehaza ibtida ko acha bana
  • muje rona ata hai jab main dunia ko alim ke sath khelta daikhta hoon
  • farmaya kisi ko raya kar cheie to muje daikh le phir darhi ma hath pherte or rote or kehte aye fazeel: jawani main too fasiq tha or peeri main to raya kar ho gaea hai Wallah fasaq ria kari se badrja beter hai iski kharabi zahir hai r iski posheeda
  • kisi ne apko rote daikha to poocha aap ku rote hain to farmaya greeb musalman ki ranh main rota hoon junho ne muj pa zulam kia or farmate qayamat inke pa koi azar na hoga or wo saza painge
  • haroom rasheed se farmaya ! agar nijat chata hai to raya ke zaheef ul umar musalmano ko apna bap jawano ko bahi or choto ko apna farzand or orton ko man behen or beti samaj or inse aisa muhamla kar jese pane ghar walo se karte ho
  • jis halat main dunai ki matti fani hai or akhirat sone ki hai or baqi hai too raghbat akhirat ke sath honi chieye na ke dunia ke sath
  • insan ko dunia main koi shee nai ddee gai jab tak ke akhirat ke toshe is ke lie kam nai kar liey gaye







No comments:

Post a Comment

We feel pleasure to come on this blog

Thank you

Admin

 
 
Blogger Templates