Hazrat Umar Farooq RA Quotes | Quotes of second Caliph Of Islam
Hazrat Umar Farooq RA Quotes
kam khana sehet, kam bolna hikmat, or kam sona ibadat main dakhil hai
kam goi main hikmat , kam khori main sehet hai
jo peeche hata wo agey nai barr sakta
lalich se zayada aqal ko barbad karne wali koi cheez nai
shuba ke sath kamana mangne se beter hai
iman ke bad bari nemat aurat hai
qabal iske ke bazurag bano ilam hasil karo
israf isi ka nam hai k jis cheez ko insan ki tabeehat chaye isi ko khaey
jo insan apna raz posheeda rakhta hai salamti ko apne qabze main rakhta hia
jo khud ko alim kahe wo jahil or jo khud ko janati kahe wo jahanmi hai
agar muje ghaib dani ka dawa ka khayan na hota to main kehta ke 5 log janti hain . wo mohtaj jo hayaldar ho magar sabr ho, wo aurat jis ka khawand usse razi ho, wo aurat jis ne shor ka haq'mahar maf kar diya ho , jiske waldain usse khush hoon, jo gunaho se sachi toba kare
3 cheezo se muhabbat barti hai 1. salam karne se 2. doosre k lieye majlis main jaga khali karne se 3.mukhatib ko betreen nam se pukarna
iman is cheez ka nam hai ke Allah ko dil se pechane or zuban se iska aqrar kare or hukam e shru pa amal kare
tum ne logo ko gulam ku bana liya hai halake inki man ne inko azad jana tha
khushu o khzu ka tahaluq dil se hai
Allah uspe rehem kare jo mere ayeb muj pa zahir karta hai
jan alim ko lagzish hoti hai to isse ail poora alam lagzissh mai parr jata hai
main kisi cheez ko nai daikhta magar iske sath Allah ko daikhta hu
logo ke sath naik khalaq addhi aqal hai hussan sawal nisaf ilam hai or husan tadbeer nisaf maheeshat hai
talib dunia ko ilam parhana rahezan ke sath talwar farokhat karna hai
kkisi pa aitbar na ker jab tak usko gussa ki halat ma na azma le
jo aib se waqif kare wo dost ha or muh par tareef karna goya zabah karna hai
hansne se umar kam hoti hai or rohab main kami ajati hai or yeh mout se ghaflat ka nishan hai
tmah karne , muflisi, begharzi hona or badla chana sabar hai
naiki ke awaz naiki haq adaigi hai or badi ke awaz naiki ehsan hai
barhape se pehle jawani or mout se pehle barhapa ghaneemat jan
zalim ko maf karna mazloom pa zulam hai
jab halal or haram jama hon to haram ghalib ho jata hai
badtreen awazin 2 hain raag ki or noha ki
hum haram ke khof se 9 hissa halal bhi tarak kardete hain'
salmati gumnami mian hai ya khalwat main
izzat e dunia mal se hai or akhirat amal se hai
tum jis se mutanafar ho usse darte raho
aaj ka kam ;kal pa na choro
gunah ka tarak karna toba ki takleef se zayada asan hai
fatah umeed se nai ilam or Allah pa yaqeen se hasil hoti hai
gareeb se hamdardi se paish aao taake uski himat bare or zuban khule
kisi pa lan tan na kaero ise apke ander ijtimahi kharabian peda hongi
aadmi ke nimaz roza ko nai bul'ke uski danai or rast bazi ko daikhna chieye
No comments:
Post a Comment
We feel pleasure to come on this blog
Thank you
Admin