insan ki zindagi main jab bhi sans chalti hai gham or khushi satah sath rete hian .gham ki tarha khushi bhi insani ehsas ka nam hai .khusahi ka tahaluq insan ki apni mazbooti or musbat soch se hota hai.Gile shikwe karne or manfi soch wala insan kabhi bhi khush nai ho sakta.Insan ke andar ka mousam acha hi to samjain sabhi mosam ache hain matlab agar insan ka mosam acha hai to garmi sardi or bagar khizan sab khush kar
jate hain
maddi tour par hum log siraf zayda doulat hone ko hee khushi ki ilamat smjte hian yeh galat hai baaz auqat hum daikhte hain ke aik hera pheri wala bhi apni zindagi se khush nazar ata hai . bus insan ka zameer mutmain hona zayada zaroori hai mere khaya mai doosron ka khaya rakhne or gareebo ki zaroorto ko poora karne se insan ko imani khushi hasil hoti hai jo insan ko rooh ko porsakoon kardeti hai
zindagi main sab se barrri khushi insan ko kisi kekam karne se milti hai na ke bohot barri doulat se milta hai .kisi ko khushi dene se insan jo sakoon or khushi hasil karta hai wo kahee or nai milsakti
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment
We feel pleasure to come on this blog
Thank you
Admin