Social Icons

Saturday 28 March 2015

Khwaja Moinuddin Chishti RA Quotes | Best Urdu Quotes Of Khwaja Moinuddin Chishti RA

Khwaja Moinuddin Chishti RA Quotes

 

  • waldain ke chere pa muhabbat se nazar karna bhi Khuda ki khushnoodi ka bahis hai
  • arif aik qadam utha kar arash par pohanch jata hai or doosra utha kar wapas ajata hai
  • kainat main siraf aik cheez mojood hai yani noor e khuda or baqi sab kuj gair mojood hai
  • khuda or insan ke darmian aik hee hijab hail hai or wo nafas hai
  • kainat ki kasrat se faraib na khao
  • dero haram ke imtiazat satah hain
  • agar khud kar e rebar nai hoto wo kabhi manzil ko nai pa sakti 
  • ALLAH gair mujasim hai or iski taqdeer hama khair'
  • zakheera andoz or munafa khor qoum ke jisam ko muhalik marz bankar khate chale jate hain inko nest o nabood karna har sheri ka kam hai
  • koi qoum us waqat tak taraqi nai kar sakti jab tak is qoum ke mardon ke dosh badosh qurtain bhi age nai barain
  • yaqeen muhakam, itihad or tanzeem ke usoolo ko apna lain aap dunia main mutabar ban jain ge
  • apni millat ko iqtisadi siasi taleemi or mahashrti tamam pehlon se munazim karo phier tum daikho ge tum yaqeenan aik aisi qoum ban jao ge jise har shakhas tasleem karega
  • azadi ka matlab belagam ho jana nai iske yeh mani nai ke aap jo rawaia chain ikhtiar karain or jee main aye wo keh guzrain bul'ke azadi aik bari zimadari hai jise soch samaj kar istimal karna chaiey
  • nojawano agar tum apni qawato ko fazool kam main zaia karo ge to hamesha afsos karo ge

No comments:

Post a Comment

We feel pleasure to come on this blog

Thank you

Admin

 
 
Blogger Templates