qatra samnder ma jaker fana hojata hai or main rehber e samander banna chata hu
alim qalam pa chalta hai soofi qadam par
sahib e amroz woi hota hai jo zamane ke samander ka aghwaz ho
insan qadre mukhtar hai qadre majboor b laikin jab is hasti tak pohancha jo kamilan mukhtar hai to zindan jabar se azad ho jata hai
jab tak qadmon ko khud apni islah ka khayal nai ata qudrat bhi inhan drust nai karti
momin resham ki tarha naram or folad ki tarha sakhat hota hai
ilam 4 cheezo se hasil hota hai , tareekh, mutalah, kainat safai dil, or wahi se
mazhabi zindagi 3 dor se guzarti hai awal iman se jaha insan har bat be daleel leta hai , doum dor fikar or akhir marfat jis main haqeeqat mutalqa se barae rast rabita qaim hota hai
No comments:
Post a Comment
We feel pleasure to come on this blog
Thank you
Admin