skip to main |
skip to sidebar
Hazrat Mujaddid Alif Sani RA Quotes
Hazrat Mujaddid Alif Sani RA Quotes
- ehsan har jaga beter hai magar hamsaya ke sath betreen hai
- ibadat in amal ka nam hai jo insn ke khuda ke aham ahang bana de
- kainat main zat nai bul'ke akas e zat hai
- hum khuda ko na ankh se daikh sakte hain na kashaf se iske lie wahid zariha alhaam hai
- safat ain zaat hain bul'ke inka rishta woi hai jo naqash o naqash kalam o mutakalim or naghma o mana ka hi
- ilam aik haqeeqat hai or jihal adal ilam
- dunia dar or dolatmand hee bari bala main giraftar hain ke dunia ki arzi musarat ko daikhte hain or daimi musarat inse posheeda hai
- nafas par shreeat or naiki ki pabandi se zayada koi cheez dushwar nai
- dunia main aram khawan bewaqoof hain or aqal se door hain
- mutakbron ke sath takubar karna sadqa hai
- bachon pa payar ana ALLAH ki rehmat ka nishan hai
- akhirat ka kam aaj kar , dunia ka kam kal pa chor de
- amal ki susti par maghfirat ki umeed laikin badatiqadi par nai
- har aml jo mawafiq shreeat hai zikar o ibadat main shamil hia agarche khreed o frokht ho
- is garz ko mita dena jo kufar ke sath wabasta ho kamal e deen hai
No comments:
Post a Comment
We feel pleasure to come on this blog
Thank you
Admin