Dr Abdul Haq Quotes | Baba E Urdu Abdul Haq Aqwal E Zareen
adab mai nia purana koi cheez nai jis kalam main tazgi ho jiddat ho or khaialalt ki gerai ho wo hamesha nia hai go wo 2000 sal pehle likha hua ku na ho or jis main ye nai wo purana hi go wo aaj hee ki tasneef ho
lafaz aik jadoo hota hai jo be mehel istimal se pheeka par jata hai
jo shakhas ya qoum kam karne se jii churae use kabhi kamiabi or azadi hasil nai ho sakti kahil or kam chor ke naseeb main gulami likhi hui hai
mahol ka insan ke muqaddar main bohot dakhal hai aik nasazgar mahole baaz awqat ala se ala dimaghi sifat ko zaya kar deta hi agar koi maqool sohbat yaa mahole mil gaya or salaiat bhi hui to admi taraqi ke ujj pa pohnch jata hai
is qoum ki halat kis qadar qabil e rehem hai jo aik seena zor shakhas ko apna heero banati hai or bazahir shandar fatih ko faiz rasan tasawr karti hai
tumari shadmani darasal tumara gam hai jise be naqab kar dia gaia hai
falsafi ko rooh iske damag main noti hai shair ki iske dil main laikin raqasa ki rooh iski roohain ,roohain se tharakti hain
log muje pagal samjte hain ke main inki zindagi dirahm deenar ke badle nai bechta main logo ki pagal samjta hoon is lie wo muje diram deenar ke badle bik jane wali cheez samjte hian