skip to main |
skip to sidebar
Allama Iqbal RA Quotes | Pakistan Thinker Quotes | Urdu Aqwal
- qatra samnder ma jaker fana hojata hai or main rehber e samander banna chata hu
- alim qalam pa chalta hai soofi qadam par
- sahib e amroz woi hota hai jo zamane ke samander ka aghwaz ho
- insan qadre mukhtar hai qadre majboor b laikin jab is hasti tak pohancha jo kamilan mukhtar hai to zindan jabar se azad ho jata hai
- jab tak qadmon ko khud apni islah ka khayal nai ata qudrat bhi inhan drust nai karti
- momin resham ki tarha naram or folad ki tarha sakhat hota hai
- ilam 4 cheezo se hasil hota hai , tareekh, mutalah, kainat safai dil, or wahi se
- mazhabi zindagi 3 dor se guzarti hai awal iman se jaha insan har bat be daleel leta hai , doum
Amir Khusro RA Quotes | Urdu Aqwal E Zareen Amir Khusro
- khuda tuj pa rehaem kare to tu uski makhlooq pa rehem ka
- aqal se beter hamara koi rafeeq nai ahi
- kash ! log apne haq pa razi rahin or insaf unhian azeez ho jae
- jab naikoor bad sab guzar jate hain to beter hai ke teesra nam naiki se zinda rahe
- barra admi wo hai jiski awaz senkro logo tak jati hai or ise b wo barra hai jis ki awaz lakho tak jati hai jis ka kalam jitna sada or mufed hoga utna phle ga
Hazrat Waris Shah RA Quotes | Sufi Quotes | Sufi Aqwal E Zareen
- jise tum karamart kete ho iska doosra nam khudi hai khudi insan ko kamil bana deti hai
- faqar ka doosra nam itahat hai jisse barkat barti hai
- jo qoumain apni betio ko qatal karti hain wo kabhi falah nai pati
- aurat faqeer , talwar or ghora charo kisi ke dost nai
- lain dain main dagha doosre ko nai khud ko hee khasra deti hai
- jiske rab sanwarta hai iske kam bunde kese bigar sakte hain
- jis tarha anderi rat main sitare chamkte hain is tarha saleeqa shar aurat se ghar ki ronaq hoti hai
- rah pakar jo bunde ke khaliq se mila deti hai
- jis tarha badilo ki chaon is tarha insan ki zindagi ani jani hai
Khalifa Mamoon Ur Rasheed Quotes | Aqwal E Zareen Khalifa Mamoon Ur Rasheed
- Itahat bari Tallah itni ziada kar jitni ke tuje iske sath ihtiaj hai
- gunah is qadar kam kar ke inki aqoobat ki tab la sake
- zer-daston pa is qadar kam jafa karke agar Allah inko tuj se zabardast bana de to inke intiqam ki tap na la sake
- shereen kalam or khush khalaq ke sath muhabbat wajib ho jati hai
- jab gussa tuj par ghalba pae to khamoshi ikhtiar kar
- apne thore ko doosron ke ziada se beter jan
- aisi rasti se jo kisi ko faida na de or logon kak dil dukhae perhez kar
- aise faide se darguzar kar jo doosron ke nuqsan ka bahis ho
- apne kamo ki buniad muhabbat pa rakh na ke ghazab par
- yaqeen jan ke jo dirham najaiz tareeqe se kamae jate hain wo 1000 deenar ke lie hijab ban jatahi jo koi iska khaial na kare isko shetan kete hain
- kameeno ke jawab ke waste halam aik lashkar hai
- konsa amar qabeeh hai ? kehna or na karna . amar jameel hai >?? kam kehn aor karna
- mal jama karna asan ahi magar iski nigedashat or isse behranand hona dushwar hai
Molana Roomi Quotes | Urdu Aqwal E Zareen By Molana Rooni RA
- agar too chata hai ke din ki tarha roshan ho jae to aoni hasti ko apne dost ke samne jala dal
- shama ban jane ke dawa se parwana banjana ziada beter hai
- waswase ki roi kan se bahir nikal taake tere kan mai asmani awazain ane lagain
- shewat ke sanp ko abtida ma hee marr dalo warna tera ye sanp kisi din asdaha ban jae ga'
- jis ke afhal shetan or drandon jese hote hain kareem logon ke mutahaliq isko badgumani hoti hai
- Allah ke lie khidmat kar khalqat ke darr se tuj ko kuj nai paega
- jab too koi gham daikhe to istigfar kar gham khaliq ke hukam se aata hai to apne kam main laga re