Social Icons

Showing posts with label Quotes. Show all posts
Showing posts with label Quotes. Show all posts

Thursday 2 April 2015

Allama Iqbal RA Quotes | Pakistan Thinker Quotes | Urdu Aqwal

Allama Iqbal RA Quotes | Pakistan Thinker Quotes | Urdu Aqwal 


  • qatra samnder ma jaker fana hojata hai or main rehber e samander banna chata hu
  • alim qalam pa chalta hai soofi qadam par
  • sahib e amroz woi hota hai jo zamane ke samander ka aghwaz ho
  • insan qadre mukhtar hai qadre majboor b laikin jab is hasti tak pohancha jo kamilan mukhtar hai to zindan jabar se azad ho jata hai
  • jab tak qadmon ko khud apni islah ka khayal nai ata qudrat bhi inhan drust nai karti 
  • momin resham ki tarha naram or folad ki tarha sakhat hota hai
  • ilam 4 cheezo se hasil hota hai , tareekh, mutalah, kainat safai dil, or wahi se
  • mazhabi zindagi 3 dor se guzarti hai awal iman se jaha insan har bat be daleel leta hai , doum

Amir Khusro RA Quotes | Urdu Aqwal E Zareen Amir Khusro RA

Amir Khusro RA Quotes | Urdu Aqwal E Zareen Amir Khusro


  • khuda tuj pa rehaem kare to tu uski makhlooq pa rehem ka 
  • aqal se beter hamara koi rafeeq nai ahi
  • kash ! log apne haq pa razi rahin or insaf unhian azeez ho jae
  •  jab naikoor bad sab guzar jate hain to beter hai ke teesra nam naiki se zinda rahe
  • barra admi wo hai jiski awaz senkro logo tak jati hai or ise b wo barra hai jis ki awaz lakho tak jati hai jis ka kalam jitna sada or mufed hoga utna phle ga 

Hazrat Waris Shah RA Quotes | Sufi Quotes | Sufi Aqwal E Zareen


Hazrat Waris Shah RA Quotes | Sufi Quotes | Sufi Aqwal E Zareen



  • jise tum karamart kete ho iska doosra nam khudi hai khudi insan ko kamil bana deti hai
  • faqar ka doosra nam itahat hai jisse barkat barti hai
  • jo qoumain apni betio ko qatal karti hain wo kabhi falah nai pati 
  • aurat faqeer , talwar or ghora charo kisi ke dost nai
  • lain dain main dagha doosre ko nai khud ko hee khasra deti hai
  • jiske rab sanwarta hai iske kam bunde kese bigar sakte hain
  • jis tarha anderi rat main sitare chamkte hain is tarha saleeqa shar aurat se ghar ki ronaq hoti  hai
  • rah pakar jo bunde ke khaliq se mila deti hai
  • jis tarha badilo ki chaon is tarha insan ki zindagi ani jani hai

Khalifa Mamoon Ur Rasheed Quotes | Aqwal E Zareen Khalifa Mamoon Ur Rasheed

Khalifa Mamoon Ur Rasheed Quotes | Aqwal E Zareen Khalifa Mamoon Ur Rasheed


  • Itahat bari Tallah itni ziada kar jitni ke tuje iske sath ihtiaj hai
  • gunah is qadar kam kar ke inki aqoobat ki tab la sake
  • zer-daston pa is qadar kam jafa karke agar Allah inko tuj se zabardast bana de to inke intiqam ki tap na la sake
  • shereen kalam or khush khalaq ke sath muhabbat wajib ho jati hai
  • jab gussa tuj par ghalba pae to khamoshi ikhtiar kar
  • apne thore ko doosron ke ziada se beter jan
  • aisi rasti se jo kisi ko faida na de or logon kak dil dukhae perhez kar
  • aise faide se darguzar kar jo doosron ke nuqsan ka bahis ho
  • apne kamo ki buniad muhabbat pa rakh na ke ghazab par
  • yaqeen jan ke jo dirham najaiz tareeqe se kamae jate hain wo 1000 deenar ke lie hijab ban jatahi jo koi iska khaial na kare isko shetan kete hain
  • kameeno ke jawab ke waste halam aik lashkar hai
  • konsa amar qabeeh hai ? kehna or na karna . amar jameel hai >?? kam kehn aor karna
  • mal jama karna asan ahi magar iski nigedashat or isse behranand hona dushwar hai

Molana Roomi Quotes | Urdu Aqwal E Zareen By Molana Rooni RA

Molana Roomi Quotes | Urdu Aqwal E Zareen By Molana Rooni RA


  • agar too chata hai ke din ki tarha roshan ho jae to aoni hasti ko apne dost ke samne jala dal
  • shama ban jane ke dawa se parwana banjana ziada beter hai
  • waswase ki roi kan se bahir nikal taake tere kan mai asmani awazain ane lagain
  • shewat ke sanp ko abtida ma hee marr dalo warna tera ye sanp kisi din asdaha ban jae ga'
  • jis ke afhal shetan or drandon jese hote hain kareem logon ke mutahaliq isko badgumani hoti hai
  • Allah ke lie khidmat kar khalqat ke darr se tuj ko kuj nai paega
  • jab too koi gham daikhe to istigfar kar gham  khaliq ke hukam se aata hai to apne kam main laga re


Wednesday 1 April 2015

Firdosi Quotes | Urdu Saying by Firdosi

Firdosi Quotes | Urdu Saying by Firdosi 



  • alim pani ke bagair serab hai or jahil pani ke mojon main reh kar bhi piasa reta hai
  • sher ka bacha yaqeenan sher hee bane ga khawa iski tarbiat kahee b ho
  • nasal o nasab ka faisla zubani kamali nai bulke talwaro ki chaon main hota hai
  • daria ka josh or mard ki jawani yaksan ehmiat ki hamil hai
  • haqeeqi ishq to wo hai jo jazba amal ko or barrka de
  • badshah se wafadari ki majlison min shirkat nai bulke razmon main saf arai hai
  • mera nasab kia poochta hai meri talwar khud mere khoon se tuje agah kerdegi
  • badshaho ke kiay khof , khof to badshaho ke badshah se hota hai

Shaikh Sadi Quotes | Shaikh Sadi RA Aqwal E Zareen

Shaikh Sadi Quotes | Shaikh Sadi RA Aqwal E Zareen





  • iski himat pa qurban jo naik kam ikhilas se karta hai
  • harees admi sari dunia ko leker b bhooka hai
  • jo naseehat nai sunta wo malamat sunne ka shouq rakhta hai'
  • bad-sarishto ke sath hissn e salook aisa hai jese naiko ke sath badi karna 
  • bakheel admi ki dolat is waqat zameen se nikalti hai jab wo zameen ke neeche hota hai

Hafiz Sherazi RA Quotes | Aqwal E Zareen By Hafiz Sherazi RA


Hafiz Sherazi RA Quotes | Aqwal E Zareen By Hafiz Sherazi RA


  • hum garoor ki jam se mast hain or iska nam hum ne hoshiari rakha hai
  • raftagan tareeqat ko daikh kar aade jo se bhi qabae atlaso widia ko nai khreedte inko is se hazar bezari hai
  • tawakul ke astane pa poncha ja sakta hai laikin akhirat ki sarwari ke asman pa urooj karna bara mushkil kam hai
  • kuj na kuj aib sab main hote hain faraq yeh hai ke aqalmand apne aib khud mehsoos karleta hai dunia nai mehsoos karti bewaqoof apne aib khud nai mehsoos karta dunia karti hai
  • jo mehrbani kerne wale ko kameena smjta hai is se ziada kameena koi doosra nai hai
  • zamana kitabo se beter muhalam hai

Hazrat Fazeel RA Quotes | Urdu Quotes Of Hazrat Fazeel RA


Hazrat Fazeel RA Quotes | Urdu Quotes Of Hazrat Fazeel RA

  • baz log jae taharat se pak hoker bahir ate hain or baz log khana kahba se bahir ate hain to paleed aty hain
  • aqalmando ke sath jang karna bewaqoofo ki sath halwa khana se zaiada asan hai
  • jo insan char-paya ko lanat karta hai charpaya yeh kehta hai ke meri or teri taraf se amin ho or jo muj main or tuj main se ALLAH ka ziada gunigar hai is par lanat ho
  • agar muje khabar dain ke teri dua qabool hogai jo chata hai talab kar to main wo dua badshah ke haq main saraf karo ga ku ke agar main wo dua apni islah ke lie karo ga ro wo mehez meri

Hazrat Maroof Kharkhi RA Quotes | Aqwal E Zareen Maroof Karkhi RA


 Aqwal E Zareen Maroof Karkhi RA

  • bagair amal kiey hue beheshat ki arzoo karna gunah hai , bagair adae sunnat ke umeed shafat karna mehez garoor or dhoka hai or bagair farma-bardari umeedwar e rehmat hona mehez jahalat hai or hamaqat hai
  • dolat ke bhooke ko kabhi haqeeqi rahat nai ho sakti 
  • aisi bat main guftugu karna jis main faida na ho alamat zalalat o gumrahi ha 
  • jis tarha burai sunne ko napasad karta hai isi tarha apne aapko madah sarai se be bacha
  • Allah jab kisi bande ki ballai chata hai to jussan amal ka darwaza ispar khol deta hai

Tuesday 31 March 2015

Ibn E Jozi RA Quotes | Aqwal E Zareen By Ibn E Jozi RA

Ibn E Jozi RA Quotes | Aqwal E Zareen By Ibn E Jozi RA


  • dunia main zindagi ki sansain bohot kam hain or qabar ki zindagi bohot taweel hai 
  • naiki is ke naseeb main aai jisne apne khawaishat ke chora or mehroom woi hi jis ne dunia ke muqable main akhirat se muh mora
  • asal kamal ilam or amal dono ko jama karne se hai 
  • talab e ilam aik aisa khazana hai , aisa na hoke tumari sans bekar ho jae or qayamat ke din apne khazane ko khali daikh kar tumain sharmindagi uthani parey
  • gor karo is diniamain hamain zindagi basar karne ke lie jo muddatt milti hai isko haqeeqat kiya hai . faraz karo aik shakhas 60 sal tak zinda reta hai to ab 3- sal iske sone main guzre 15 sal zinda reta hai

Ibn E Temia QUotes | Aqwal E Zareen Ubn E Temia RA

Ibn E Temia QUotes | Aqwal E Zareen Ubn E Temia RA


  • aye bani adam ! haram bato se bacho abid ban jao ge
  • qismat e khuda par razi ho jao ghani hojao ge
  • parosi ke sath ehsan karo musalman ho jao ge
  • qedi wo hai jis ka dil is ke parwardigar ki taraf se ban ho jae or qeed wo hai jise khawishat har taraf se ghair lain
  • mere dushman muje kiya rakleef de sakte hain jabke meri janat mere dil main hai . mera qatal meri shadat hai meri jala watni meri siahat hai mera bagh mera seena hai meri qaid mere lie goshaa tanhai hai
  • bat haq kaho apne dushmanko maf kardo laikin khuda ke dushman ko na bakhsho
  • naseehato se batpoor faida uthao . sadaqat abdi faida hasil karti hai
  •  

Ibn E Arabi Quotes | Aqwal E Zareen Ibn e Arbi

Ibn E Arabi Quotes | Aqwal E Zareen Ibn e Arbi


  • in logo se hoshiar raho jo ulama ki tehreeo ko tor maror kar paish karte hain
  • ibadat ki jan ujz hai jis tarha haddi ke gode se ahza mazboot hote hain is tarha ujz ke gode se ibadat mian jan parr jati hai
  • agar tuj se kisi ka sawal ka jawab na ban pae to khamosh reh mumkin hai use tere jawab ki zaroorat na ho
  • kisi admi ki sab se bari khoobi apne dushmanon ke sath naram dili ka bartao hai ALLAH khud pane dushmano se acha bartao karta hai
  • jahan tak mumkin ho shak o shuba se bacho
  • majzoobiat ki kefiat jahal nai ilam hai

Yahya Barmaki RA Quotes | Aqwal E Zareen Yahya Barmaki RA

Yahya Barmaki RA Quotes

  • qawaneen qudrat se sartabi karne wale intiqam e qrdrat se apne aapko mahfooz na samjain
  • aqla ki shanakhat kitab e tehreer or safeer se hoti hai
  • betreen insan wo hai jo iqbal ke zamane main khuda ka shukar guzar ho or adbar ke waqat sabar ikhtiar kare
  • jo log dolat e dunia ke talib hai agar wo samana ki sakhtia na jheel sakain to phie apne muqaddar main nakami ki shikayat nai karain
  • sacha dost wo hai jo rah e rast ki sifarish par nafah de

Hazrat Bayazid Bastami RA Quotes | Aqwal E Zareen Bayazid Bastami RA

Hazrat Bayazid Bastami RA Quotes 


  • wo khuda ke zayada qareeb ha jo khush khalaq or doosro ka boj uthane wala hai
  • agar aap 30 sal main taqatwar or 40 sal main aqalmand nai bane to aap kabhi taqatwar or aqalmand banne ki umeed na rakhain
  • har bache ki pedaish is bat ka pegham hai ke khuda abi insan se mayoos nai hua 
  • is waqat tak apne aap ko insan na samjo jab tak tumari raye gusse ke zere asar rahe
  • mulak aik aisi kheti hai or adal iska pasban , pasban na hoto kheti ujjar jati hai

Hazrat Shuban Sori RA Quotes | Urdu Aqwal e Zareen

Hazrat Shuban Sori RA Quotes

Monday 30 March 2015

Hassan Basri RA Quotes | Aqwal E Zareen Hazrat Hassan Basri RA

Hassan Basri RA Quotes


Hazrat Rabia Basri RA Quotes | Aqwal E Zareen


Hazrat Rabia Basri RA Quotes

Khawja Ghreeb Nawaz RA Quotes | Urdu Aqwal E Zareen


Khawja Ghreeb Nawaz RA Quotes

Hazrat Mujaddid Alif Sani RA Quotes

Hazrat Mujaddid Alif Sani RA Quotes




  • ehsan har jaga beter hai magar hamsaya ke sath betreen hai
  • ibadat in amal ka nam hai jo insn ke khuda ke aham ahang bana de
  • kainat main zat nai bul'ke akas e zat hai
  • hum khuda ko na ankh se daikh sakte hain na kashaf se iske lie wahid zariha alhaam hai
  • safat ain zaat hain bul'ke inka rishta woi hai jo naqash o naqash kalam o mutakalim or naghma o mana ka hi
 
 
Blogger Templates