skip to main |
skip to sidebar
Ibn E Jozi RA Quotes | Aqwal E Zareen By Ibn E Jozi RA
- dunia main zindagi ki sansain bohot kam hain or qabar ki zindagi bohot taweel hai
- naiki is ke naseeb main aai jisne apne khawaishat ke chora or mehroom woi hi jis ne dunia ke muqable main akhirat se muh mora
- asal kamal ilam or amal dono ko jama karne se hai
- talab e ilam aik aisa khazana hai , aisa na hoke tumari sans bekar ho jae or qayamat ke din apne khazane ko khali daikh kar tumain sharmindagi uthani parey
- gor karo is diniamain hamain zindagi basar karne ke lie jo muddatt milti hai isko haqeeqat kiya hai . faraz karo aik shakhas 60 sal tak zinda reta hai to ab 3- sal iske sone main guzre 15 sal zinda reta hai
Ibn E Temia QUotes | Aqwal E Zareen Ubn E Temia RA
- aye bani adam ! haram bato se bacho abid ban jao ge
- qismat e khuda par razi ho jao ghani hojao ge
- parosi ke sath ehsan karo musalman ho jao ge
- qedi wo hai jis ka dil is ke parwardigar ki taraf se ban ho jae or qeed wo hai jise khawishat har taraf se ghair lain
- mere dushman muje kiya rakleef de sakte hain jabke meri janat mere dil main hai . mera qatal meri shadat hai meri jala watni meri siahat hai mera bagh mera seena hai meri qaid mere lie goshaa tanhai hai
- bat haq kaho apne dushmanko maf kardo laikin khuda ke dushman ko na bakhsho
- naseehato se batpoor faida uthao . sadaqat abdi faida hasil karti hai
-
Ibn E Arabi Quotes | Aqwal E Zareen Ibn e Arbi
- in logo se hoshiar raho jo ulama ki tehreeo ko tor maror kar paish karte hain
- ibadat ki jan ujz hai jis tarha haddi ke gode se ahza mazboot hote hain is tarha ujz ke gode se ibadat mian jan parr jati hai
- agar tuj se kisi ka sawal ka jawab na ban pae to khamosh reh mumkin hai use tere jawab ki zaroorat na ho
- kisi admi ki sab se bari khoobi apne dushmanon ke sath naram dili ka bartao hai ALLAH khud pane dushmano se acha bartao karta hai
- jahan tak mumkin ho shak o shuba se bacho
- majzoobiat ki kefiat jahal nai ilam hai
Yahya Barmaki RA Quotes
- qawaneen qudrat se sartabi karne wale intiqam e qrdrat se apne aapko mahfooz na samjain
- aqla ki shanakhat kitab e tehreer or safeer se hoti hai
- betreen insan wo hai jo iqbal ke zamane main khuda ka shukar guzar ho or adbar ke waqat sabar ikhtiar kare
- jo log dolat e dunia ke talib hai agar wo samana ki sakhtia na jheel sakain to phie apne muqaddar main nakami ki shikayat nai karain
- sacha dost wo hai jo rah e rast ki sifarish par nafah de
Hazrat Bayazid Bastami RA Quotes
- wo khuda ke zayada qareeb ha jo khush khalaq or doosro ka boj uthane wala hai
- agar aap 30 sal main taqatwar or 40 sal main aqalmand nai bane to aap kabhi taqatwar or aqalmand banne ki umeed na rakhain
- har bache ki pedaish is bat ka pegham hai ke khuda abi insan se mayoos nai hua
- is waqat tak apne aap ko insan na samjo jab tak tumari raye gusse ke zere asar rahe
- mulak aik aisi kheti hai or adal iska pasban , pasban na hoto kheti ujjar jati hai
Hazrat Shuban Sori RA Quotes
Hazrat Rabia Basri RA Quotes
Khawja Ghreeb Nawaz RA Quotes
Hazrat Mujaddid Alif Sani RA Quotes
- ehsan har jaga beter hai magar hamsaya ke sath betreen hai
- ibadat in amal ka nam hai jo insn ke khuda ke aham ahang bana de
- kainat main zat nai bul'ke akas e zat hai
- hum khuda ko na ankh se daikh sakte hain na kashaf se iske lie wahid zariha alhaam hai
- safat ain zaat hain bul'ke inka rishta woi hai jo naqash o naqash kalam o mutakalim or naghma o mana ka hi
Khawaja Qutubuddeen Bakhtiyar Kaki RA Quotes
Hazrat Baba Farid Ganjshakar RA Quotes
Hazrat Data Ganj Baksh RA Quotes
Khwaja Moinuddin Chishti RA Quotes
Hazrat Abdullah Ibn E Abbas RA Quotes
Imam Azam Abu Hanif Quotes
Hazrat Abu Bakr Bin Daud RA Quotes
- dunia main sab se kamzor wo hai jo apni khawaish pa qaboo nai rakh sakta ho or sab se qawi wo hai jo zabat ki qawat rakhta ho
Hazrat Imam Jaafar Saadiq AS Quotes
- jo koi Allah se muhabbat rakhta hai usko khalaq se wahshat ho jati hai
- apne tain Allah ke muharam se bachao taake abid ho or jo kuj qismat main hogaya ispa raziraho
- fajir se muhabbt na rakh kek tuj pa fasaq or fajoor galib ajae ga . mushawrat aise logo se kar jo itahat e khuda khoob karte hain
- toba karna asan hai magar gunah chorna mushki
Hazrat Abu Hurera RA Quotes
- banda mera mal mera mal bakta reta hai halanke mal main iska hissa siraf 3 cheezain hoti hain , jo wo kha kar hazam karta hai, jo pehen kar purana kerdeta hai , kisi ko de kar apna zakeera akhirat bana leta hai . inke elawa jo b hai wo doosro ke lie chor deta hai
- bahadur wo nai jo dushman koo bichar de , bahader wo hi jo gussa main apne apko qaboo main rakhe
- momin ke lie halal nai ke apne bahi se 3 din se zayada qata tahaluq rahe agar 3 din ho jain to usse salam kare
Hazrat Abu Zar Ghafari RA Quotes
Hazarat Imam Hassan Quotes
Hazrat ALI RA Quotes - Hazrat Ali Aqwal E Zaree
Hazrat Usman Ghani RA Quotes
Hazrat Umar Farooq RA Quotes
- kam khana sehet, kam bolna hikmat, or kam sona ibadat main dakhil hai
- kam goi main hikmat , kam khori main sehet hai
- jo peeche hata wo agey nai barr sakta
- lalich se zayada aqal ko barbad karne wali koi cheez nai
- shuba ke sath kamana mangne se beter hai
- iman ke bad bari nemat aurat hai
- qabal iske ke bazurag bano ilam hasil karo
- israf isi ka nam hai k jis cheez ko insan ki tabeehat chaye isi ko khaey
Hazrat Abu Bakr Siddique RA Quotes
- 100 diraham main se 2.5 diraham ghreeb or duniadar ki zakat hai or siddiquon ki zakat tamam mal ka sadqa kar dena hai
- sadqa faqeer k samne ajzi se paish karna chieye ku ke khush dili se sadqa dena qabooliat ka nishan hai
- adal insaf har aik se khoob hai laikin khoobtar hai
- gunah se toba karna wajib hai maggar gunah se bachna wajib'tar hai
- muje naye kapro mai dafan nakiya jae inke mustahiq wo hain jo zinda hain or barhina hain
- gile or shikwe zuban se band rakho rahat naseeb hogi
- zamane ki gardish ajeeb hai or halat se ghaflat ajeeb tar hai